General Knowledge Of Rajasthan

A blog for General Knowledge of Rajasthan questions and answers, quizzes, current affairs, computer knowledge, banking awareness, history, geography, science and many more...

Thursday, January 27, 2011

Sonavare Saccha Sona The

Chor chor mousere bhai hain. ye neta kyon nahi jalaye jate jo itne lachile kanoon bana kar janta ki jindagee ke saath khilwad kar rahe hain. 180 ko girftar karke janta ke samne furti dikhane ke bajay kanoon hi easa babaya jaye jisase apradhi ki apradh ki sajaa dekh kar hi rooh kanp jaye. ADM ko jinda jala diya to itni bade star par karwai ho gayee.
Kya hota hai jab masum bachhiyon ko blatkar ke baad mar diya jata hai?
Kya hota hai jab dahej jaise mamlon me aouraton ko jinda jala diya jata hai?
Ye to ADM sahab the isliye turant karwai ho gayee nahi to desh bhar me na jane kitne jalaye ja rahe hai. Hamari aadraniya nyayapalika ka to haal sab jante hai. yaha bhi jaan ke badle jaan honi chahiye.
Ishwar SONAVANE sahab ki atma ko shanti de, or Janta ko unki Raah par chalne ki Shakti de.

No comments: